Me, Myself and I

Monday, December 05, 2005

Pyar ka din (Shiraz Uppal)

duniya main pyar ka din
aata hai din gin gin
milta hai pyar mairee jaan
qismat waloon ko laikin

jeevan main tanha tanha
chahat main ik dojay ki
tarpain jo dil sara saal
milnay ko woh dil tarsain
donoon ki aankhain barsain
milna ho jin ka mahaal

kartay hain wada iss din
jeeyain gay nahi tairay bin

It's Valentine's Day, Lover's Day

jaan say pyaroon ko jab
kartay hain paish woh sab
surkh mehaktay gulab
bay rang aankhoon ko bhi
bay chain saansoon ko bhi
kartay hain woh shadab

kaboo main rahain jazbaat
nahi yeh nahi mumkin